Saadat-e-Karbal Lyrics
Saadat-e-Karbala
Chehlum ko Karbala me jab aaien woh Bibiyan.
Saadat-e-Karbala
Saadat-e-Karbala
Har Bibi kar Rahi thi kuch is tarhan se
giriya.
Saadat-e-Karbala
Saadat-e-Karbala
Chehlum ko Karbala me jab aaien woh Bibiyan.
Saadat-e-Karbala
Saadat-e-Karbala
Kuch Bibiyan yahan hen kuch Bibiyan wahan
Karti hui fughan
Karti hui fughan
Bikhri hui thi maqtal-e-Sarwar me jabaja...
Saadat-e-Karbala
Saadat-e-Karbala
Chehlum ko Karbala me jab aaien woh Bibiyan.
Saadat-e-Karbala
Page 1
Saadat-e-Karbal Lyrics
Saadat-e-Karbala
Ek Bibi dashte khooni me jaati hay nehr par
Kehti bachashme tar
Kehti bachashme tar
Aray Abbas dene aaien hun pursa Sakina ka...
Saadat-e-Karbala
Saadat-e-Karbala
Chehlum ko Karbala me jab aaien woh Bibiyan.
Saadat-e-Karbala
Saadat-e-Karbala
Ghut ghut ke ladli teri zindaan me margai
Turbat waheen bani
Turbat waheen bani
Bhaiya wo Qaid se na hoee marke bhi judaa..
Saadat-e-Karbala
Saadat-e-Karbala
Chehlum ko Karbala me jab aaien woh Bibiyan.
Page 2
Saadat-e-Karbal Lyrics
Saadat-e-Karbala
Saadat-e-Karbala
Akbar ki Kabr par hui yun Laila Noha-gar
Dekha na saal bhar
Dekha na saal bhar
Aai hun Qaid shaam se ab hoke me riha....
Saadat-e-Karbala
Saadat-e-Karbala
Chehlum ko Karbala me jab aaien woh Bibiyan.
Saadat-e-Karbala
Saadat-e-Karbala
Bano ye bain kerti thi ae mere bezubaan
Maan dhunde ab kahan
Maan dhunde ab kahan
Batla-de hay kahan mera Asgar ae Karbala.
Saadat-e-Karbala
Saadat-e-Karbala
Page 3
Saadat-e-Karbal Lyrics
Chehlum ko Karbala me jab aaien woh Bibiyan.
Saadat-e-Karbala
Saadat-e-Karbala
Qurbaan terey ae mere maa-jaai bewatan
Majboor thi Behen
Majboor thi Behen
Zindan me mujse teri amanat hui judaa
Saadat-e-Karbala
Saadat-e-Karbala
Chehlum ko Karbala me jab aaien woh Bibiyan.
Saadat-e-Karbala
Saadat-e-Karbala
Rotay hain Khas-o-Aam Tera Sun kay yeh kalam
Aae Shah Kay Ghulam
Aae Shah Kay Ghulam
Noha Tera Anees hai Maqbol Bargah
Saadat-e-Karbala
Saadat-e-Karbala
Page 4
Saadat-e-Karbal Lyrics
Chehlum ko Karbala me jab aaien woh Bibiyan.
Saadat-e-Karbala
Saadat-e-Karbala
Page 5