0% found this document useful (0 votes)
1K views2 pages

ISSB Group-Discussion-and-Lecturate-Topics

This document lists 91 potential topics for group discussion or lectures. The topics cover a wide range of issues relating to Pakistan including political, economic, social and religious issues. Some example topics include whether the only solution to Muslim countries' problems is jihad, the benefits and drawbacks of the China-Pakistan Economic Corridor project, addressing corruption in Pakistan, and whether hard work beats talent.

Uploaded by

Aahad Ameen
Copyright
© © All Rights Reserved
We take content rights seriously. If you suspect this is your content, claim it here.
Available Formats
Download as PDF, TXT or read online on Scribd
0% found this document useful (0 votes)
1K views2 pages

ISSB Group-Discussion-and-Lecturate-Topics

This document lists 91 potential topics for group discussion or lectures. The topics cover a wide range of issues relating to Pakistan including political, economic, social and religious issues. Some example topics include whether the only solution to Muslim countries' problems is jihad, the benefits and drawbacks of the China-Pakistan Economic Corridor project, addressing corruption in Pakistan, and whether hard work beats talent.

Uploaded by

Aahad Ameen
Copyright
© © All Rights Reserved
We take content rights seriously. If you suspect this is your content, claim it here.
Available Formats
Download as PDF, TXT or read online on Scribd
You are on page 1/ 2

GROUP DISCUSSION & LECTURATE TOPICS

1. Kya Muslim mumalik k masail ka hal sirf Jihad hai?


2. Kya humara media sirf gham ki baatain nashr krta hai?
3. Pakistan ko IMF ki madad leni chahye ya nahi?
4. Social Media k Nojawan nasal pe asraat.
5. Kya humain terrorism ki waja se safar krna chor dena chahye?
6. Pakistan atomic power hone k bawjud kamzor kyun hai?
7. CPEC Project k fawaid aur nuqsanat.
8. Afghan Taliban Mujahideen hain ya dehshatgard?
9. Hamare mulk main Rishwat ki wajoohat aur unka hal.
10. Hamare mulk main Corruption ki wajoohat aur unka hal.
11. Kya Pakistan ko India main rehne wale Sikhon ki madad krni chahye?
12. Jeet zaroori hai, chahe uski qeemat kuch bhi ho?
13. Universities main daakhle k liey FSc marks ko tarjeeh deni chahye ya entry test ko?
14. Pakistan se firqawariyat ko kese khatm kia ja sakta hai?
15. Jang se bachna chahte ho to jung ki tayari kro!
16. Pakistan main wasail ki kami hai ya leadership ki?
17. Kalabagh Dam kyun mukamal nahi ho paa raha?
18. Police k mehkmy ko kese behtr banaya ja skta hai?
19. Makhloot taleemi nizam k fawaid aur nuqsanat.
20. Sex education honi chahye ya nahi?
21. Mobile phone zaroorat hai ya majboori?
22. Kya madaris dehshatgardi phelane me mulawis hain?
23. Army operation sahi hain ya ghalat?
24. Jamhooriyat behtr hai ya shariyat ka qanoon?
25. Kia media thrilling news dene ki koshish karta hai?
26. Co-education behtr hai ya nahi?
27. Kia fauj operation kar k theek kr rhi hai?
28. Kia Pakistan taraki ki rah par gamzan hai?
29. Jamhooriyat behtar hey ya shari qanoon?
30. Pak-afghan talukat kese behtr bnaye ja sakte hain?
31. Afghan Taliban jihad kar rahe hain ya jung?
32. Pakistan IMF k loan k baghair chal sakta hai?
33. Courts ghareebon ko insaaf de rahe hain ya nahi?
34. Jang ki halat main Pakistan ko pehle hi atom bomb gira dena chahye?
35. Kia hum imandar qoum hain?
36. Taliban k sath muzakiraat hone chahyen ya jung?
37. Bachon ko tuition parhana lazmi hai ya nahi?
38. Basant ka tehwaar hona chahye ya nahi?
39. Pakistan ka adalti nizam theek hai ya nahi?
40. Duniya bhar main dehshatgardi k zimedar musalmano ko kyun thehraya jata hai?
41. Kya school aur colleges main cellphone allow hona chahye?
42. Kya nai technology se muashre main bigaar paida ho raha hai?
43. Kya ghareeb banda aaj kal k dour main uper ja sakta hai?
44. Kya jamhooriat har cheez ka hal hai?
45. Kya Islamic taleem k sath sath doosre mazahib ko bhi parhna chahye?
46. Kya Auraton ka taleem hasil krna faida-mand hai?
47. Kya bijli na hone ki zimedar hukoomat hai?
48. Kya computer outdoor games se logon ko door kar raha hai?
49. Kya Pakistan idol humary nojwano ki salahiyaton ko ujagar karny k liye acha platform hai?
50. Kya masla e Kashmir ka hal sirf jung hai?
51. Kya mushkil k waqt jhoot ka sahara lia ja sakta hai?
52. Kya humara muashra hamsayeon k huqooq puray kr raha hai?
53. Kya Turkish dramy humare culture ki ikasi karty hain?
54. Pakistan ka sab se bara masla kya hai?
55. Achi zindagi guzarny k liye sab se zaroori cheez kya hai?
56. Zindagi ka bharpoor maza lena chahye ya nahi?
57. Jang aur muhabat main kya sab kuch jaiz hai?
58. Kya larkian larkon se ziada behtar hoti hain?
59. Kya chalaki aur hoshyari se har kam nikala ja sakta hai?
60. Zameen, zan aur daulat kya shuru se hi taqat rahe hain?
61. Makhloot nizam-e-taleem faidamand hai ya sirf fashion?
62. Hostel ki zindagi behtr hoti hai ya ghar ki?
63. Importance of Pakistan location in south Asia?
64. Mehngai kaise khatam ki ja sakti hai?
65. Kya stars humari life par asar andaaz hoty hain?
66. Sharab pee kr gari chalana sahi hai ya ghalat?
67. Auraton k liye khel jaiz hain ya najaiz?
68. Madrasay ka nisab kia hona chahye?
69. Hijab se confidence barhta hai ya nahi?
70. Kya humain aala taleem k liey mulk se bahir jana chahye?
71. Kya acha libas achi shakhsiyat ki pehchan hai?
72. Girlfriends aik honi chahye ya do?
73. Kya shaadi aik muasharti jaal hai?
74. Pakistan main cricket kese wapis aa sakti hai?
75. Kya humare mulk main aala taleem aik business ban chuki hai?
76. Kya Islamic banking humare mulk main bhi nafiz honi chahye?
77. Kya mulazmat pasha khwateen ko mard ki ajaara dari ka samna karna parta hai?
78. Kya muqabla e husn ka ineqaad aurat ki tazleel hai?
79. Kya Malala Yousafzai waqaii humare liey mashal e rah hai?
80. Kya bachon par sakhti unki zehni salahiyaton ko maand krti hai?
81. Agar aap school k principal hote to kya islehaat nafiz karte?
82. Kya taleem ka mayar buland krne k liey makhloot taleemi nizam zaroori hai?
83. Khwateen behtr organizers hain ya mard?
84. Kya mobile phone ka be-ja istemaal ikhlaaqi buraiyon ka baais hai?
85. Kya asool torne k liey hi bnaye jate hain?
86. Kya nojawano ko apna career khud muntakhib krna chahye, ya waliden ki marzi se?
87. Pakistan aur Saudi Arabia k taluqaat mazeed behtr kese ho sakte hain?
88. Kya aadmi apni sohbat se pehchana jata hai?
89. Does hard work beat talent? Discuss
90. Musalman angrezon k muqable science ijadaat main kyun peeche hain?
91. Kya qatal ka badla qatal hona chahye?
92. Kya ghairat k naam pe qatal jaiz hai?

You might also like