0% found this document useful (0 votes)
766 views10 pages

Shakti Bhakti Lyrics

The lyrics of 'Shakti Bhakti' celebrate the divine feminine energy and the various forms of the goddess, highlighting her power and influence in the universe. The verses emphasize devotion, the significance of chanting her name, and the blessings she bestows upon her devotees. The text intertwines themes of spirituality, worship, and the interconnectedness of all beings through the goddess's grace.

Uploaded by

Lekisha Vyas
Copyright
© © All Rights Reserved
We take content rights seriously. If you suspect this is your content, claim it here.
Available Formats
Download as DOCX, PDF, TXT or read online on Scribd
0% found this document useful (0 votes)
766 views10 pages

Shakti Bhakti Lyrics

The lyrics of 'Shakti Bhakti' celebrate the divine feminine energy and the various forms of the goddess, highlighting her power and influence in the universe. The verses emphasize devotion, the significance of chanting her name, and the blessings she bestows upon her devotees. The text intertwines themes of spirituality, worship, and the interconnectedness of all beings through the goddess's grace.

Uploaded by

Lekisha Vyas
Copyright
© © All Rights Reserved
We take content rights seriously. If you suspect this is your content, claim it here.
Available Formats
Download as DOCX, PDF, TXT or read online on Scribd
You are on page 1/ 10

SHAKTI BHAKTI LYRICS

Saas-dal-kamal pain rajat bimal roop,

Indeevar doo'u kar abhay-var dhare hain.

Amal basan sudhadharso prasann mukh,

Taako nek dhyaanahi prachand paap hari hain.

Dharm arth kaam moksh daayak sahaayak bhaaun,

Naam ke uchhaare hii te dund koti dari hain.

Naathan ke naath Girinaath se divaiya aath,

Aise Gurunaath so Sanaath mohi kari hain॥2॥

Aiso maha-mantra so kaho hai Shiv-tantra beej,

Taake dhaarein bhayo bidhhi srishti-kartaar hai।

Paavat padarth chaar ghat-ras saat sukh,

Aath-siddhi navaun-nidhi karen je uchaar hai॥

Sankat haran Shiv mangal karan pun,

Poshan bharan bhav-durit vidaar hai।

Aagam ke paar au puraan paar smriti paar,

Ved hu ke paar ek-akshar apaar hai॥3॥

Kaanti Ravi Praat Laal Ardh-Chandra Bindubhaal,

Lochan Vishaal Laal Basan Suranga Hain.

Kati-Tat Cheen Sunitamb Au Uroj Peen,

Joban Naveen Sees Motin Ki Manga Hain.

Saran Sadhar Bhuj Chaar Chaar Ayudh Hain,


Singh Savaar Hainkai Jeete Keu Janga Hain.

Raajat Ananga Ang Rahein Veer Changa Sanga,

Shiv-Ardhanga Mere Amba Ko Pathanga Hain.

Eri Jagrani Teri Akath Kahani Tahi,

Rant Vedbani Sab Jotin Ko Kand Hai.

Nigan Sagun Doo Teri Hi Saroop Bane,

Bhed Bhav Jane Tehi Mood Matimand Hai.

Tuhi Rama Ram Shyam Shyama Ju Jasoda Tuhi,

Tuhi Baldev Vasudev Nandanand Hai.

Tuhi Aj Shesh Shiv Tumbak Ganesh Tuhi,

Tuhi Hai Suresh Hari Tuhi Ravi Chand Hai.

Tuhi Jag Karan Au Taran Tarani Tu Hi,

Tu Hi Hai Sanhaar Khalu Dain Dand Saasna.

Chidanand-Sindhu Taaki Anand Lahar Tu Hi,

Tu Hi Sukh Kand Dukh Drand Hoo Ki Naasna.

Ishwar Swaroop Hai Ke Vish Ko Udjot Keeno,

Ot Pot Brahma Sada Jaise Phoolu Baasna.

Dev Nar Kinnar Gareeban Ki Chali Kahan,

Har Hari Vidhi Teri Karat Upasana.

Tero Dhyan Param Tatva Gyaan Ko Ujaagar Hai,

Det Bhakti Yukti Paramukti Ko Upav Hai.

Tero Jaap Teen-Taap Paap Sab Kaati Daraa,

Too Hi Bhavasagar Ke Tirbe Ki Naav Hai.

Too Hi Maha Moh Krodh Bodh Au Vivek Too Hi,


Too Hi Brahma Karma Jeev Kaal Au Swabhav Hai.

Sookshm Au Sthool Maha Karan Shareer Tero,

Jahan Jahan Dekhoon Vahan Tero Hi Banaav Hai.

Tu Hi Ved Agam Puraan Au Quran Tu Hi,

Ajapa-Pranav Tu Hi Tu Hi Ghatmat Hai.

Tu Hi Shiv Shakti Mool-Prakriti Subhakti Tu Hi,

Tu Hi Bandh Moksh Puni Tu Hi Ju Sumati Hai.

Tuhi Harsh Shok Teen Lok Ko Adhaar Tuhi,

Tuhi Sukh Sampatti Tu Taran Vipat Hain.

Tere Maya-Yantra Sab Jagat Aroodh Bhayo,

Dashon Avtaar Tere Prere Hi Bhramat Hain.

Tuhi Yog Yagya Daan Tuhi Dhyaata Dhye Dyaan,

Tuhi Gyaata Gyey Gyaan Tuhi Dev Daanavi.

Tuhi Hai Pravritti Au Nivritti Hu Tihare Roop,

Nitya Au Anitya Tuhi Turgya Ur Aanavi.

Tuhi Ichcha Kriya Sab Saadhan Samaadhi Tuhi,

Tuhi Yog-Nidra Nav-Durga Bakhaanavi.

Tuhi Hai Aroop Sab Dekhiye So Tero Roop,

Kahe Maadhoraam To Ku Param-Jyoti Jaanavi.

Tuhi Bali Vaman Au Kumbhakaran Ravan Tu,

Kans Shishupal Maya-Jal Mein Janjhare Hain.

Tuhi Maha-Mohini Achohani Atharah Tu,

Kaurav Ko Kalarup Bharat Mein Prere Hain.

Leela Hai Anant Chaturanan Na Jaane Bhed,


Yadavkulahin Pal Ek Mein Nibre Hain.

Dhaare Avtaar Bhoomi Bhaarke Nivaar Het,

Un Ko To Naam Hain Pai Kaam Sab Tere Hain॥10॥

Tuhi Nar Naari Viddhdhaari Gharbaari Tu Hi,

Tuhi Brahmchaari Jatadhaari Au Anup Hai.

Tuhi Bhog Bhogi Hai Vijogi Au Sanyogi Tu Hi,

Nahi Daya Maya Maya Chhaya Aru Dhoop Hai.

Tuhi Vedvyas Shuk Shankar Sanak Tuhi,

Tuhi Hai Janak Tu Hi Sita Jyoti Roop Hai.

Tu Hi Nag Patrag Kulina Kulhin Tu Hi,

Raav Rank Bhoop Sabain Tero Hi Swaroop Hai.

Chaudah Bhuvan Teen Lok Saatdeep Puni,

Shruti Au Puran Beech Kahan Nav Khand Hai.

Anu Aru Meru Parimant Dharam Satta Teri,

Teri Param Shakti Ko Vilas Pind Pind Hai.

Tero hi Swaroop Ye Virat So Anup Banyo,

Thaur Thaur Faili Aisi Maya Prachand Hai.

Shakti Hai Apar Tako Kinhoo Na Payo Paar,

Rom Rom Beech Koti Koti Brahmand Hai.

Namo Brahm Roopini Aroopini Sakal Roop,

Har Hoo Na Jane Gati Tere Avtaar Ki.

Shesh O Ganesh Lavlesh Hoo Na Pavat Hain,

Namat Suresha Na Summar Tahan Maar Ki.

Varun Kuber Dharme Rudra Se Bichare Kahan,


Aj Hoo Dharat Raj Payan Udar Ki.

Neti Neti Raten Ved Ishvar Na Jane Bhed,

Shiv Hoo Na Payi Maya Mahima Apar Ki॥13॥

Brahma Vishnu Rudra Ish Sadaashiv Panchpret,

Chidanand Roop Prayanak Ke Kahar Hain.

Chandra Se Vitaan Koti Bhanu Se Mashalchi Hain,

Mahatattva Mantri Gan-Teen Peshkar Hain॥

Paasi Jaladhaari Dhanpaalse Bhandari Tyonhi,

Koti Surpaal Lokpaal Choubadaar Hain.

Naag Yaksh Kinnar Hain Paamar Payadan Se,

Devi! Latiyal ! Teri Aisi Sarkaar Hain॥14॥

Paonse Faras Koti Daas Kadalsapati,

Chitragum Lekhak Ru Yam Kotwaar Hain.

Chintamani Teri Daasi Paavbandhi Mainkasi,

Devarhu Devi Tere Baagan Ko Jhaar Hain॥

Aath Siddh Nav Nidhi Chaar Varg Paur Khari,

Koti Koti Meghmaala Dwaare Panihaar Hain.

Raajan Ki Raja Maharaja Shreesurajarani,

Ambika Bhavani! Teri Aisi Sarkaar Hain॥15॥

Chaarmukhwaaron Aahon Jam Chaar Ved Ratein,

Panch Mukhwaaro Tohi Dhyaan Mein Bataaiye.


Chhahmukh Au Gajmukh Leen Tere Gyaan Beech,

Sainsmukh Gaavein Par Paar Nahin Paaiye॥

Beruke Kananka Jete Tere Hain Vichitra Gun,

Chintamani Teri Hi Kripa Ten Chit Chaiye.

Mere Ek Rasanahain So Hoo Mere Basna Hai,

Devi! Jagadamba Tere Kaise Gun Gaiye.

Sanak Sanand Sanatan Au Sanat Sab,

Raivat Au Dattatreya Dhyan Beech Rati Hain.

Vyas Shukdev Mahanand Hoo Ko Aiso Kol,

Shakr Chandrachood Hoo Na Pavat Ye Gati Hain.

Aise Koti Yogi Pachihare Pain Na Payo Paar,

Kahat Pukaar Ved Soi Baat Sati Hain.

Shesh Hai SahasraBrahm Toho Aap Mook Jaanein,

Tere Gun Gaybe Ko Meri Kaha Matiin Hain.

Teri Shakti Pay Nar-Singh Roop Dharyo Hari,

Agi Asi Ap Tain Prahlaad Ko Ubaarayo Hai.

Teri Yah Shakti Saun Vaaman Bali Chhalave Ko,

Chaudah Bhavan Beech Ang Bistarayo Hai.

Janaki Ko Roop Dhar Siddhari Samudra Paar,

Ram Ko Bulay Dashkandh Hi Vidarayo Hai.

Shyam Juke Vame Ang Radhika Ka Dhaam Taate,

Vaahihuki Shakti Giri Vaam-Kar Dharayo Hai॥18॥


Aisi Teri Bhakti Hoo Ki Shakti Ko Prabhaav Sunyo,

Daitya Kuchal Loh Pet Maan Pachigo.

Teri Bhakti Shakti Hi Sau Vishvamitra Raajakrishi,

Brahma Hoo Sau Indra Ke Srishti Nai Rachigo॥

Aisi Maha Shakti Ke Prabhaav Ten Agast Muni,

Bhir Kar Ajjajali Mein Varidhi Ko Aanchigo.

Teri Hi Param Shakti Bhakti So Achchahimen,

Bhaain Sahit Paarth Bharat Mein Bachigo॥19॥

Teri Shakti Apar Ko, Ved Na Jane Bhed.

Tuch Abujh Nar Sokah, Vritha Kartahai Khed.

SHREE GIRIJAYE NAMAH

Kul O Akul Dou Melve Ki Reetijane,

Tako Naam Kol Shiv Granthan Mein Gayo Hai.

Mahanand Mangal Prahladanand Vishwanath,

Nand Chidanand Jyesthnath Hoo Batayo Hai.

Visheshwar Prithvidhar Laghu Vidyarany Puni,

Naam Kulacharya Ete Jag Mein Khayyo Hai.

Aiso Kol Paramdharm Take Pare Dharm Nahin,

Tamein Ete Kolkaan Parampad Payyo Hai.

Tere Ju Agam Panth Tire Hain Anant Sant,

Tin Ki To Naam Sankhya Kahoo Na Ginai Hai.


Aimein Mardadesh Beech Je Je Sant Tare Devi,

Tin Ki To Bhaktmaal Aise Jag Gai Hai.

Roopande Aru Malinath Mehave Vikhyat Bhaye,

Jaaki Jaat Parikhibe Ko Duni Sab Aai Hai.

Baba Shri Gusain Taaki Mema Thal Desh Mar,

Wahi Ke Prasad In Param Siddhi Pai Hai.

Ramdev Dhaak Meho Ummasi Ransih,

Harshu Aadi Sadhu Ete Prembhakti Bidhe Hain.

Tolade Jaisal Kachchhadesh Mein Kahaye Peer,

Kulabdeen Dheerashah Yahi Raah Geedhe Hain.

Kete Nar Nari Bhog Moksh Adhikari Bhaye,

Kete Hoo Sansari Kruddh Sampatti Mein Reedhe Hain.

Aiso Asidhaar Param Gahan Apar Panth,

Tanke Mag Laagi Ke Anant Saadh Seedhe Hain.

Teri gati ati agam hai, Mo pe kahin na jaye

Bhramadhik pave nahi, Netineti shruti gaye

SHREE CHAMUNDAYE NAMAH

Jai Jai Bindunadini Ahladini Shivadhi Sur,

Tere Var Vishnu Sangya Pai Karatar Ki.

Teri Hi Kripa Ten Lachh-Pati Kachh-Roop Dhar,

Ratan Nikar Khari Baridhi Ki Bar Ki.


Teri Hi Kripa Ten Hari Machh Au Barah Roop,

Paith Ke Patal Ved Avni Udhar Ki.

Kharg Chakradhari Devi! Devan Ki Hitkari!,

Kaha Dhon Vichari Jo Hamari Bar Bar Ki.

Tere Bardan Dvij-Ram Vaise Kaam Keenhein,

Ram Setu Baandhi Kapi Lanka Vaar Chhaar Ki.

Deenan Ko Raj Gaj Vaaji Dai Payadan Ko,

Bhaktan Ki Laaj Saun Jahaj Paravaar Ki.

Bandh-Mohash Deni Tu Daya Aru Kripa Ki Shreni,

Khal Ko Kripan Peni Taran Sansar Ki.

Main To Niradhaar Taate Derat Hoon Baar Baar,

Kaun Dhaun Awaar Jo Hamari Baar Baar Ki.

Tere Bhuj-Dand Par Mand Brahmand Ki Hai,

Kirti Kahi Markand Tere Tatva Saar Ki.

Mahish So Salechh Pal Ek Beech Peen Darayo,

Sher Pai Savar Bhayi Devan Pukar Ki.

Dhaare Bhuj Bees Taamein Khadg Shool Aadi Dhaare,

Maarayo Madhu-Kaitabh So Katha Vistaar Ki.

Dhaavat Hi Baar Baar Naana Roop Dhar Dhar,

Bharta Sukumaar Jo Hamari Baar Baar Ki.

Jagat Saadhar Devi Rambha Roop Dharayo Jabein,

Shubham Au Nishumbh Maar Sena Ko Sanhaar Ki.


Chand Aru Mund Dou Keenhein Vinrund Chandi,

Kirti Nav-Khand Beech Tere Bhuj Chaar Ki.

Saran Saadharabe Ko Kinho Shram Keti Baar,

Tanak Bhanak Jab Suni Tein Guhar Ki.

Kahen Madhoraam Jagadamba! Kyon Bilamb Ab,

Kavanprakaar Tein Hamari Baar Nath Ki.

You might also like